pyar se pyara iss duniya mein kya hoga
jinn aakho Mai kisi ke liye pyar ho
unn aakho se duniya ka njara kya hoga
Jin bato Mai he pyar ki mithas ho
asi bato se metha phr Kya hoga
jinn hatho ne kisi Ko thama ho
unn hatho se bda Shara phr Kya hoga
mil jaye har kisi Ko vo Insaan jiske liye vo bna hi
jiske liye vo iss duniya mein aaya hoga
C