A

**Raah Manjil Ki Aasaan Nahi Hoti**

Jaanti hu raah manjil ki, aasaan nahi hoti.,
Kaate chubhte hain, hum sambhal kar tootte hain,
Magar fir bhi khud ko, samette chalte hain.,
Gar* ek baar toot kar, hum judna na jaane-
To sapno ko to chhodo, hum khud ko kaese sambhale.,
Ha, jaanti hu ki raah manjil ki, aasaan nahi hoti-
Magar sachchi chahat se badi, bhi koi talvaar nahi hoti.,
Ha raah manjil ki aasaan nahi hoti-
Dil luta kr to dekho,
Raahe manjil bhi tere kadmo me hogi.
# A star ⭐ ...
©jaggu