bethe bethe yuhi koi khayal aa jata h man m....ki karna kya chahte h hum .....yuhi jagmagate taaro ki tarah aage badhna chahte h hum ......karte h koshish kuch naya karne ki par raste kuch aur hi dikha jate h .....suna tha humne ki ek hi mukaam pana h par na jane kis mod par chale jate h hum.....sochte to bahut h par khud ki kashmkash m hi ulajh jate h hum....ummid h koi nikalga is daldal se hume us guru ki aas m hum.......fir bhi chal padte h yah sochkar ki nikale h to kuch to payenge hum......pata chala jab hume bhi wakt ka to dekha abhi to chale the hum....kese wakt nikla ye pata na tha par aage dekha to rasta wahi anjana sa tha ....
©myemotions
M