suna tha रेडियो jab pahli dafa,
ek premika thi apni प्रेमी se kafa.
premi ne lagaya tha Rj ko call,
Rj keh rha tha khul kar apni baatein bol.
Ye sunkar hui thi mai thori si confuse,
socha iss radio ka toh h bhut sara use.
keh sakte h hum apni baatein खुलकर,
koi nahi janta akhir kon gya बोलकर।
uss waqt mujhe Rj ka aisa surur chada,
jisk liye kai tana sunana pada.
waqt beetata gya,
Mera junun v kahi dab sa gaya.
chun liya tha maine b.com as a subject,
Hoti gayi har jgh se reject.
Marks toh acha aa jata tha,
par mera dil toh kuch or hi chahta tha.
3 saal k baad akal ka tala khula,
P.G k liye mass communication chuna.
Rj bankar apni awaz duniya ko sunani hai,
bas itni si baat h jo aap sb tak pahuchani hai.😊😊😊
S