woh jo tha khwaab saa
kyaa kahe jaane de
yeh jo hai kam se kam
yeh rahe ki jaane de
aaj ek sitara chod gya
shaayad woh roshan
aasman ko krne chl gyaa
awaaz mein uski jaadu thy
sunn kr madhosh ho jaaye
aisi uski adaakaari thy
aankho mein ek nasha
jo har kirdaar mein jaan phoonk de
andaaz mein uski sahazta
jo parde pe chamak bikher de
aaj keh diya alvida iss jahan ko
aur chod gya apne peeche saare kirdaar ko
yaad aaye to dekh lena
kirdaar mein hii jivit samajh lena
©candor
C