In hawaon ka apna hi ruwaab h
Kabhi yha kbhi vha
Bas chalti hi jaati h
Jese machal rahi ho
Kuch batane k lie
Kuch smjhaane k lie
Ki rukna nhi
Bs chalte jana
Kabhi jhonka ban k
To kbhi garmi ki loo ban k
Kbhi aandhi ban k
To kabhi toofan ban k
Or kabhi thandi purwaiyaan ban jana
Bs yunhi chalte jana
Chalte hi jana!!
©shaaya
S