Gussa bhi dikhana padta hai
Pyaar bhi chupana padta hai
Use Khush dekhne k liye
Har Rasta apnana padta hai.....
Ache logon ko jeene Kahan dete hai log
Kabhi kabhi bura bhi ban jaana pdta hai...
Yeh Zindagi hai yahan toh
Aansoo chupa kar bhi
Muskuraana padta hai.....
©taveesh
T