Tera e andaaz e guftgu hyy main ka kru
Ki mere dunya tujsa hai varni ek azaab jasa hai
Na keh saku na seh sakhu kase yeh uljan
Ki us k ishq k bayis yeh azaab kasa hai
Thy vo din ki mudat b lamha ban jata
Ajj her ek lamha jehnam k azaab jasa hai
Ki Kub talak yu muqadar sa ladta phira tu
Kal jo nawab tha aj tu ek khawaab jasa hai
Ki Bul ab in betain huvay lamho ko a mir~
Tera jeewan ek khuli hvi kitaab jasa hai
©mirarhaan
M