M

TAANO KA ZAKHM

Mujhe taano ka jakhm dekar
Tune apna man halka kar liya,
mene zeher ka ghoont peekar
sab kuch sun liya...
Tera mohabbat karne ka andaaz
kuchh yun alag hai ki
apni baato ka sailaab baha kar
tune sab ke beech mujhe tanha kar diya.
ki tune apna man halka kar liya.......
©meenu