A

tere aansoo

ye jazbaaton ki aandhi hai
ya tere sawalaton ki bauchar
ye bheegi bheegi palaken hain
ya tilasmaat ka ajooba sansaar
tum keh bhi do sun loonga mai
tere aansoo hai ya tera hathiyaar
©selfmade