M

Teri yaad ❤

Bahut shikayat hai is dil ko tumse,,,
pr ae lab kuchh bhi kahene se darta hai...
Dil chahta hai tum har pal sath raho,,,
Par in majburion ke aage dil bhi kabhi kabhi har man jaata hai...
Har lamhe mein tumhari tasvir hoti hai,,,
Bs wo tasvir kabhi sath nahi hoti hai...
Har lamhe mein tumhari kami khalti hai,,,
Har gali tumhare bina suni lagti hai...
Har subah tumhare bina adhuri lagti hai,,,
Har sham tumhare bina suni lagti hai...
Har pal tumhari yaad aati hai,,,
Har lamha ae hame tadpati hai...
Har din dil yahi fariad karta hai,,,
Tum kab yaad karoge yahi dua karta hai...❤❤❤
_Mahejbin...
©mahejbin