tujhy ishq ho khuda kary
koi tujh ko us se juda kary
tere lab hansna bhol jaen
aur teri ankhy purnum rha kary
usy dekh kr to ro pary
aur wo nazar jhuka kr chala kary
tujhy hijr ki wo jhari lagy
tu milan ki har pal dua kary
tere khuwab tota bekhra karen
esy kirchi kirchi chuna kary
tu nagar nagr phira kary
tu gali gali phira kary
tujhy ishq ho phir yakin ho
usy tasbiyon pr parha kary
mn kahon k ishq dhong hai
aur tu nhi nhi kaha kary
©rosymaa
R