Mai akela dhund raha
tha apne jis saathi ko
wo tum hi to the
haa tum kitna chhota
ye naam hai
par jindgi me tum
nahi to sab bekar hai.
Tum ek sahara
ek basera
ek dor hi to ho
jo meri jindgi se judi hui
aur mai patang ban kar
udta hua lehrata hua
hawa ka shagird ban gaya hun.
©aura
L