K

Tum moan rah gye ( why rapes occur?)

Haivano ne usse dekha
Tum moan rah gye ,
Darindo ne use chuaa
Tum moan rah gayee ,
yeh tumhari zimedaari nhi
shayad yeh soch rah gye,
Ye bandi tumhari vali nhi
ya shayad ..ye soch raha gye ,
un rakshaso ne jo kiya
kahi na kahi ,
Tumne hii badhaava diyaa
Is paap me galti tumhari bhii aadhi hai,
Is kukaram mai tumhari nhii hissedari hai ,
Ek baar akhee band karoo
Ek baar diil se sochlo ,
us diin ..hasi tahako ke bich ,
Tumhare saathiyo ne jab use maal khaa,
haayyee...dikhtii haii bawaaal khaa,
har baar befisul naam diyaa
KYU TUM FIR MOAN RAH GYE
KYU TUM FIR MOAN RAH GYE .

- Kirtee pandey
©kirtee