Adhuri si khwab tha
Jagaya toh tumne...
Gam badi dil tha
Kushi di tumne....
Pyar mujhe ata kaha
sikhaya toh tumne....
Jeena mujhe ata kaha
jeena bhi sikhaya tumne....
Rootne se bhi khudko
mana na kaha ata ....
par mujhe manane ki harek waja
sirf tujhe hi toh pata....
Sach tera jaisa koi nahi
Mujhe pyaar karne wala....
Tum mil gaye mujhe
main sabse kush nasib wala....
i love you ❤
.
©ujjala
U