uchai kya h......
badal ucha h ya badal ka bharipan door karne wali dhrti.....
pahad ucha h ya thamne wali zameen....
ped uchha h ya use bandhne wali jade....
padbhar ucha h ya use karne wala beldar...
shahar ki imarat uchi h ya ganv ki zameen ke patthar....
dhram ucha h ya ghrmavlambi...
sar par rakhi topi uchi h ya sar sambhalne wale pero m pahni juti.....
©myemotions
M