M

uljhe rishte

wo maa- baap hi kya jo beti ko samjhte hi nhi .....
kahte h dekha nahi us beti ko ye kar gayi par tum to ghar m hi rah gayi.....par khud ko na samjhe wo ki kahi isme humari hi to galti nahi....
wo maa -baap hi kya jo beti ko samjhte hi nahi......
wah beti hi aage badhi nahi Jo apne liye kabhi ladii nahi , jo beti ladii uske liye bhi kahte h dekho jyada hi jubaan chal gayi , shaadi kardo iski kahi badnaam na kar gayi.......
wo maa -baap hi kya jo beti ko samjhte nahi .............
bachpan m suni thi kahawat humne bhi ki "ghar ka bhedi lanka dhai" par hume kya pata ki ye ab to har ghar ki kahani hi ban gayi , chalo maan liya h vishwas unko bhi par ek chingari se rassi kese jal gayi ......
wo maa -baap hi kya jo beti ko samjhte nahi.........
thak jati h beti vishwas dilane m par usee kya pata wah ek chingari hi uski saari koshisho ko nakam kar gayi .....
wo maa baap hi kya jo beti ko samjhte nahi.....
itni hi khwaish h har beti ki jo peda kare wo usee kahi samjhe to sahi, fir kaha h galti ek beti ki jab uske maa -Baap hi usee samjhe nahi......
bharosa rakhte h wo un par jinhone dekha h unki beti ko do hi pal, par na jaan paye ki yah wahi beti h jo unki jholi m badhti chali gayi....
koi usee to samjhaye ki kese jaan gaye ye usee jo uske maa- baap hi na jaan paye .....
wo maa- baap hi kya jo beti ko samjhte nahi........
wo maa -baap hi kya jo beti ko samjhte nahi.......
©myemotions