jo aj gair hai wo kabhi apne hua karte the,
jo aj khwaab hai kabhi wo haqiqat hua karte the,
masla ye nai hai ki ab unko hamse pyar nai .
takleef to is baat ki hai ki jinko ham bhulane ki koshish kar rahe hai
kabhi ham unko dilo jan se pyar kia karte the 😣#time changes.
©snehamoury
S