R

waqt tha guzar giya...

mere sar par jo tota tha
meri kismat ka tara tha
kitni sadiyan semat rahi thi
eik lamha jab phel rha tha
aj mn sahra mn hon pyasa
kal mn dariya mn doba tha
waqt guzar jata hai lakin
waqt buhat mushkil guzara tha..
©rosymaa