C

yaad yaad yaad...barbaad

Yaad yaad or yaad ko kon rok sakta tha,
M use chahta hu to fir kaise bhool sakta tha,
Or kaisi yaad....Yaad bhi to kuch nahi iske siva,
Jab nazre milati to m uski aankho m bhi ni dekh sakta tha,
Kuch jaadu hi tha uski aankho m sayad..nazre mil bhi jaati muh bhi ni moud sakta tha,
Sabne agaha bhi kia tha mt jaa uske peeche ...kuch ni hoga tera,
Na naa jaane vo kaisi talab thi khud ko rok bhi sakta tha,
Sab thik hi kahte the ishk ek barbaadi ka na naam h,
Pr kambhkht vo barbaadi bhi kitni haseen thi,
Jo barbaad hua use hasne na hi rone deti h,
jo rah gya vo uss barbaadi ka intzaar ktra tha..
©chetan