teri yado ne pehra itna gehra laga rkha hai
hasne ki kosish kru yu to magr tujh ko apni sanso me basa rakha hai
hmesha sath dene ka wada kiya jo kbhi
tumne mujh se
ab to bas tumhari yado ne mujhe apne hi andar sama rakha h
tum se ab kahe to kese kahe
tumhari yado ne khokla kiya hai is kaddr
mere sine me tumhari yado ne chota sa dariya hi nhi
Beshk pura ka pura sandar bana rakha hai
Deepak Sharma
©deepakshar
D