B

yrr sach batau kya

yrr sach batau kya
tumhari bhut yaad aati h ,
tumhare bin dil nhi lagta ,
har lamha soona lagta h ,
har saam adhoori lagti h ,
har rate gamseen lagti h ,
par tum bhi sach batana
meri yaad aati h kya
kya hamare liye ,ankhe tumhari bhi bhar aati h ,
kya dil hame yaad krta h kya
©babubittu