zindagi ki talaash mein
hum laash bangaye
kisi ko doondthe doondthe
dil bikhar gaye
ankhein huyi nam
nahi uthra dil ka gam
aansu ne hi chod diya sath humara tho
phir gayaron ka kya hain sahara
zindagi tho khel gayi humse
aur hum har gaye sabse
©shamaya
S