D

insaniyat

kya insano pe vishwas krke glti hmse ho gyi,
kya aaj phir iss duniya me insaniyat khi kho gyi,
aasman ke kissi kone me,
wo bejuban apni maa se puch rhi,
maa mai uthne se pehle hi ku hmesa ko so gyi,
kya aaj phir iss duniya me insaniya khi kho gyi,
aaj meri dharti phir khoon ke aasi ro gyi,
insano ke haiwaniyat ki bali aaj phir ek massom ki jindagi chad gyi,
le rhe hai log aaj phir uss bhgwan ka naam,
kya milega unn dosiyo ko unke karmo ka parinam,
kya milega us bejuban ko nayay ka inam,
ya phir yeh reh jayega sirf kitabo ka kaam,😭😭
✧༺♥༻✧@𝐝𝐢𝐯𝐮_𝐪𝐮𝐨𝐭𝐞
©divu_quote