jb mai choti thi kai baar mujhe mujhe kapdo k liye toka gya ,kai barr mujhe bhar jane roka gya, na mujhe ladko k sath khelne ki ijazt thi.now m 19 abhi b kuch ni bdla sb waisa hi hai mere parents abhi b drte hai ki akele bhar ni jana specialy in night pr kya mai khud k ghr me safe hu? jruri to ni ki mere tau ji ya mama ji mujhe pyar krr rhe hai to unki niyat saff hai??mai kha safe hu, apni maa ki kokh me thi kya mai tb safe thi ? kya mai apne ghr pe safe hu ya mai mai iss duniya me safe hu or bdlna kise chaie mujhe ki iss duniya ko??
©zindgi
Z