R

aajaadi..... fly like brid

azadi ka matlb aaj samjha mein aaya hai.
jab khud ko chaar🏠 dewaro mein kaid paya hai.
khush😊huaa krti thi pakshiyon🐦 ko pinjre Main kaid kr ki .
waqt badla ⏰hai. tho aaj khud ko kaid paya hai. ....😕
©rukhsar