M

BAT DIL KI

Aankhon me asu the ya gum
koi pehchan Na paya,
sakhm bhi aisa laga jiska
marham bhi dhund Na paya.
wo waqt ki khareebi thi ya naseeb ki
kise pata tha
Na dhoka tha Na bewfai ,
naseeb ka taufa aisa hoga kise pata tha.
©Mohammed S