zalim hukmaran aur bebas riyaya
mere mulk pe manhus sa saaya
waqt ki maar hai ya sitam Kisi Ka
muflis Ka khoon kisne bahaya
nazre ki band dil to hai hi Nahi
sahafiyu ne bas sach ko chupaya
azadi to bas dhoka Bhar si hai
nafrato ne har ek ko ghulam banaya
sehne wala ne Rakha bharam Shahid
kehne walo ne muh ko tale hai lagaye
©shahidkhan
S