S

Dekho na Kya hoga iss duniya ko

Dekho na Kya hogya iss duniya ko...
Aasman toh dur se bhi zameen ko pyar karta hai..
lekin insaan toh insaaniyat k hi dushman bane hai...
yaha garo se kya darna..
apne hi apno ko dhokha de rhe hai..
vishwas ka diya toh jaise bujh hi gaya..
dekho na kya hogya iss duniya ko!
©swatisonam