Pyaar mein madhosh hokar,
Teri adayon mei hosh kho kar
kambaqt zindagi ka har din ab
pyaara lagta hai
, Teri chamak ke saamne,
feeka
chamakta har ek seetara
lagta hai
Jaam to yuhi badnaam hai,
ye to hai hmar hai dawa
Rog toh hona
tanhai ki sooni galiio
ka mehmaan hai
Ishq ke saroor
ke saamne
har kisam ka nasha
~ bechara lagta hai
Jiski ruh ko talaash thi wo aakhir
mil gaya
kinaraa lagta hai,
Der hone se pehle
Jaaney mein
smbhl uthu me wrna
tere sath hee hoga
, dil ka esa irada
lagta hai.
Jaaney -anjaney
Pyaar mujhey
hoga Doobara
lagta hai, ji dobara lagta
hai
- Rishabh sharma
- january /2022
©rishabh568
R