Hai yeh duiniya to kya hai yeh duniya
Kabi aabad to kabhi barbaad hai yeh duniya
Hai muktalif kism ke khuda is jahan ke
Kis har darr ki prastakish karti hai yeh duniya
Kabhi mazhab, kabhi zaat, kabhi bhasha to kabhi rang
Nafrat karne ka koi na koi bahana dhund leti ha yeh duniya
Mana ki sabko daulat , shohrat aur taqat ki bhuk hai
Par yeh to tab milega jab bachi rehegi yeh duniya
Hum bhi kabhi kayal hue the kisi hassen ke shahid
Magar cheen ke legai use yeh duniya
©shahidkhan
S