M

FRIENDSHIP..........

Ek bachpan ka zamana tha ,
Khushiyon ka khazana tha ,
Chahat chand ko pane ki thi ,
Dil titliyon ka deewana tha ,
Thak kar aate the school se ,
Phir khelne bhi jana tha ,
Barish mein kagaz ki kashti ,
Har mosam hi suhana tha .
©mr_khan_07