A ahmar hi 23 जुलाई 2025 Ishq Ishq ke naam ko hamne bilkul aam kardya. is ishq ko logon ne bas do pyaar karne walon ke naam kardya. arre ishq to kisi bhi cheez se hosakta hai yaaron. hamne bechare ishq ko khamokha badnam kardya ©ahmar