V

Ishq mohabbat sab fizool hai....

Apni jaan kisi pe lutana mat sadharan se ladke ko khudha banana mat .
usse puchna mat
uske samne sar jhukana mat...
kisi ko apna Ishq swikar karne k liye ...
uske samne gidgidana mat....
pyar, prem ,ishq ,mohabbat ke naam ye sab fizool hai in baaton pe kabhi yakeen karna mat
©vipshiv