S

jikr_uska

aaj dil kuch udaas hai...
Vo jaa chuka hai..
mai sah chuka hu...
man samjhane ko..
sab kah chuka hu...
jab chahta hi ni to aati kyo hai..
teri yad muje pal-pal yo khati kyo hai...
guzarish hai yhi ki muje dosh na dena..
zindagi aise or ab jee jati nhi hai...
jikr hai jiska aaj bhi..
vo jarur koi khash hai..
aaj dil kuch udaas hai....😔
©sambharwal