S

khaali haath

Raath ki chaadar aud kar
sitharo ki chowkat paar kar
andhero se naahthe jod kar
hum chale duniya ko chod kar
na kiya kisise aithbar
ka kaha kisiko jaanisaar
kahein bhi kaise hum yeh bath
usne abhi tho choda humara haath
©shamaya