use Milne pr khayal aaya...
kisi ka hona Kya hota h..
use jaanne k baad khayal aaya..
kisi ko smjhna Kya hota h....
use chaha toh khayal aaya..
kisi pe mrna Kya hota hai..
usse hi sab Jana...k ye ishq ka
akhir mtlb Kya hota hai...
usse jaana akhir kisi ka hokr..
usi ka rehna Kya hota hai...
©_simmi06
_