D

kya puchu kaise puchu kise puchu

Mann toh kiya ki tujhse
tera haal puchu
reh lete ho kiya hamare
bina ye sawal pucho
dekha jo tumhara badla
hua andaaz
na himmat hui,
na bol paye
khud se hi fir behes hui
ki kya puchu?
kise puchu?
kaise puchu?
©drneel