kyu Aurat hi aurat ki Dushman bani
Dekh nayi naveli to saja dhaja ke ghar laayi hai...
Do din uska pyaar ka singaar kiya ....
Fir kyu apne vachno se karti tu usko ghayal hai.....
Ha maine ye Sangharsh kiya, na tere bhagya me ye aaya hai...
Hai sukhi tujhe parivar mila, na mujhko ye aisa sansaar mila...
Tu usko ye ginvati hai maun khadi vo pagal se aankhe bas apno ke liye dab dabti hai.....
Jata kr uska na koi yaha tera apna tu usko ye apna parivar btati hai .....
Maine na usko kaha kuch yaha idher uddhar se bat bnakar acha Bura use btlati hai.....
Na ye accha ,na vo accha , hu bhut apman mera usko apman mahsus karati hai.....
Khud jo tune na kiya kabhi , vo usko karne ko
Samajhti hai.....
Kyu Aurat to aurat ki Dushman ban jati hai.....
Priya
P