N

Maa💕

Rengte rengte jamin par
najane kab khadi hui
Teri Mamta ki chhaya me
najane kab badi hui
kala Tika doodh Malai
aaj bhi sab kuch vaisa hai
main hi main hu idhar udhar,
pyaar tera ye kaisa hai

duniyaa ke liye kitna bhi jhoota,
maa Tere liye main sachha hu,
kitna bhi ho jau bada maa,
main aaj bhi tera baccha hu...🥀🌷
©new__poet