Khuda pe ho mujhe ya na ho
Mujhe inh yaron pe
itminaan hai
, Doston ke bina to jese
Gulsitaan bhi shamshaan hai
Tanhai mei kabqt ye nikaley
Nikalti nahi
Shaam hai
,Dost ho sath to
Har cheez ka hota
intzaam hai
Yadi dost ho
Sath to hoti
Khusyion ki barsaat hai,
Doston ki badolat
Yaadein behisaab hai
Dosto ke bagair
Zindagi mein tanaav hee
Tanaav hai ,or
Doston ke sath toh
Kaantey bhi bn jate
Gulaab hai ,
Doston ke sath toh
Shor shrabe mei bhi madhur
Rabaab hai .
Meh ka asar pad jaye
Feeka yadi mehfil na ho
Or dosto ke sath bethak jama kar
Chai bhi lagti sharaab hai .
Asli saroor meh ka nahi janaab
,Mehfil ka hota hai
Peena to eak matr bahana hai
yaar - dost ho sath or
Hathon mei ho jaam
,Samay jaata hai thamm
Or bhool jaate hain gam
Or bhool jata ye
Zalim zamana hai
Hoga fitoor dunia walo ko
Hussan ka peson ka ,muqaam ka
,Magar ye dil to bas
Is kalam ka or yaraon
Ki yari ka diwana hai
- Rishabh sharma
©rishabh568
R