Vo tera ni ye tu janta h,
Sach yahi h ye bhi tu manta h,
Chhod ab uske khwab dekhna,
Din raat uski raah dekhna,
Jo chla gya vo wapas ni ayega,
A bhi gya to tera ni ban payega,
Jo hua ye tune ni racha,
Ab khone ko kuch bhi to ni bacha,
Kyu tu har pal bechain rhta h,
Har lamha tu ye dard sehta h,
Mere mn ab kis bat ka dar,
Befikr ho ja tanhaiyan h tere sath har pal....
©shuklag
S