Bahot khaali hai yeh pal
Kuch udaasi sa hai yeh pal
kuch shikayati sa hai yeh pal
izhar na karne ko kehta hai pal
Mayus na ho iss
sapno ke chakkar mai har pal....
sapno ke duniyaa se dur rehne ko kehta hai har pal.....
iss lambho ko beet jaane ko kehta hai pal
©muneera
M