Aise banao tum apni pahchan,
kabhi na ho tum badnaam.
karo aisa tum kaam,
chhu lo unchi aasmaan,
aisi ho sapno ki udaan.
jindagi ki chhoti haar se,
dur na ho tum apne armaan se.
laga do apni aan-baan-shaan,
honge ek din tum kaamyaab
jaari rakho sapno ki udaan.
©shalu_k
S