Shafaq ki,gul ki ye muskurati hui unki aankhe.Koi mere nazar me kaise samaye maine dekhi hai unki aankhen
Jaane q dub jata hu dekh kr unki aankhen,ek dariya ya pura samundar hai unki aankhen.Samundar se to wakif nahi par itna pata h samundar se gehri hai unki aankhen
Hoto pe unka naam hota hai qki jaam hai unki aankhen.Talwar ki zarurat kha qki kaatle-aam krti hai unki aankhen.
Sabdo me kaha baya hota jai jo inkar bhare lafz baya krti hai unki aankhen.Unhe kya pata meri aankho me busti hai unki aankhen😞
-Dipanshu
©dipanshu
D