zindagi bhi kitni ajeeb hai,na koi khushi hai na koi hassi., zindagi to hai kali ki tarah kabhi khilti hai kabhi nhi ! ujaalon se hokar andheron mai jaati hai ye zindagi! kabhi ek pal mai sab kuch de jaati hai ye zindagi!, hoti hai zindagi ek rassi ki tarah rishton mai kanhi bandh jaati hai ye zindagi,! suna hai patthar ko bhi insaan bnati hai ye zindagi ! har kisi ke dil ko chu jaati hai ye zindagi ! mushkilon mai saath de jaati hai ye zindagi na chah ke bhi har kisi ko badal jaati hai ye zindagi! kuch esi hi hoti hai humaari zindagi jo humko jeena sikhati hai ye zindagi !! 😊😊I hope you like it my poem 🙏
©idbi
I