P

Zindgi

Zindgi ke panne kuch yun bharte chale gaye
kuch pal dher si khushiyaan laaye
kuch aankho ko nam kar gaye..!!
kuch palo ne jindgi se pyar karwa diya
aur kuch maut ko karib laane ki sajish karte gaye..!!
kuch log bas gaye dil me itra ki mahak ki tarah
aur kuch man se be-kadar utarte chale gaye..
haal kya bataye hum bewafai ka..
yaha to apne hi apno ko paraya karte chale gaye..!!
©pooja1321